ICT Mentorship 2024 Lecture #2 in Hindi & Urdu
Ict Mentorship 2024 lecture #2 hindi urdu
  • First video me voice kam hone ki waja se ICT ne dubara is video me bhi repeat ki hai.
  • ICT ne pichhli video me kaha tha ke Relative Equals ko 7 ya 8 ya phir 9 se pehle mark krein, lekin is bar ict ne usey aur bhi aasan kardi hai, us ne kaha 7 ya 8 ya 9 ke baad wale relative equals ko bhi aap le sakte hain, aur unhein target kar sakte hain.
  • "Standard Deviation" aap use kar sakte hain for target, ICT ne 7:00 8:00 and 9 ke open ke baad jahan fake move gayi thi 30m tak, unke High Low pe laga ke, SD -2.0 ko target kiya hai. Aur Entry ke liye Displacement / mss / FVG / Inversion
  • Target ICT ne same batain hain, jaise London high low & gaps.