Kuch Aham Batein!
- Is method se aap targets find kar sakte hain, jo kaafi had tak sahi hote hain.
- Isme Fibonacci levels se Price thori si upar ya neeche hon to it's ok.
- Standard Deviation ko use karte waqt agar ERL & IRL liquidity area in numbers par aa jaye, to phir targets hit hone ke zyada chances hote hain.
- Mostly log -2.0 se -2.5 tak and -4.0 ko use krte hain target ke liye.
- Trade lene se pehle risk management ka dehaan lazmi rakhein.
Jab market MSS/choch kare tab, last HL se HH tak fib lagain
Fib Levels (for Targets)
- -0.5
- -1.0
- -1.5
- -2.0
- -2.5
- -4.0
- Fibonacci k settings me jake Reverse pe mark karein aur ye levels set karein.
- Kuch Log isme -0.5 and -1.5 use nahi karte.