- Agar Am Session me up down up down Consolidation ho, to phir better trade Afternoon ke baad dekhne ko mile.
- Ye clasic hai, ke Large Day Range ke baad market confusion create krti hai.
- Banks Holiday ke din, Afternoon ke baad setup find karein.
- Macro trading kr sakte hain 9:50 se 10:10 tak.
- Agar 9:30 pe trade na kar pao, to phir 1:30pm ke baad setup dekhein.
- Opening Range Gap create ke baad 70% chances hain ke price Opening Range Gap ke midpoint ko touch kre.
- Bearish Opening Range Gap ke Midpoint se upar agar NDOG ho, to ye indication hai ke price wahan tak jaye.
- Regular Trading Hour me Opening Range Gap ko mark karein, aur phir Electronic Trading Hour me Liquidity mark karein.
- Wese Ict kuch din pehle ke NDOG ko bhi use krta hai, kabhi kabhi week se pichhle wale bhi.
- 70% chances hain 9:30 to 10 o clock ke darmian, Price Opening Range Gap ke Midpoint se rijection leke NDOG ki taraf jaye.
- ICT ne kaha 1992 me trading start kiya tha mene, ICT ne Trendlines me focus kiya tha, Trendline aur is tarah ke Hundreds types ke method pe focus kiya tha mene.
- Log Moving Averages and Support Resistance ko dekhte hain, har bar Market aik hi tarah se move nahi deti.
- ICT ne Inversion FVG bhi use kiye hain.
- Reclaimed FVG bhi ict ne use ki hai, 9:30 wali fvg ko as Reaper Inversion, Aur Relative Equal Highs ko target kiya jo NDOG pe bane the.
ICT Mentorship 2024 Lecture #22 in Hindi Urdu