ICT Mentorship 2024 Lecture #20 in Hindi and Urdu

 

ICT Mentorship 2024 lecture 20 in hindi and urdu
  • ICT ne Nazdaq me SMT dekhne ke liye S&P 500 ke chart ko open kiya tha.
  • 1st candle ki upper wick, aur 2nd candle ki lower wick, ye bhi aik tarah ka Balanced Price Range hai, 1st candle ki closing and 2nd candle ki opening almost same price se honi chahiye.
  • Market ki movement sirf do cheezon par hi hoti hai, Liquidity aur Inefficience, yehi algorithm hai.
  • Fvg pe tap ke baad Orderflow create hua, aur uske upar fvg bhi thi, tab ICT ne 1st neeche wali fvg ko breakway gap kaha, aur 2nd fvg pe entry ki, aur price ne fvg ke midpoint se reverse hui, tab ICT ne kaha, yehi hai Institutional Orderflow Entry Drill.
  • Market ne BSL liquidity ni li, aur realarive eql highs create hue, and rtcemnt pe neeche se ICT ne Entry li, Tab ICT ne Lower high ke fvg pe partials book kiye, fvg ke close price pe.
  • ICT ne aise hi kaha shayad, 81 Pd Arrays hain bearish and bullish.
  • Wicks ke 50% most important hain. ICT ne inhein kisi naam se pukara, sahi samaj nahi aya mujhe, "Muhag" aise kisi naam se.