Calub's Model | Son of ICT in Hindi & Urdu

  • ICT ye videos bhi khud bana rha hai, aur usne kaha ke is channel me 10 se 15min tak hi videos upload honge, long videos nahi honge.
  • Bullish trend me Market buyside Liquidity create kare, aur uske baad neeche aa ke sellside liquidity create kre, tab market bsl clean kare, tab retailers break hua hai ye keh ke trade hold krenge, kuch Stop Losses short term lows ke neeche honge, aur kch Stop Losses old low ke neeche, market wahan se Reversal leke OLD low ko target karne ke baad, 9:30 se 10:00 tak entry hogi, first fvg se ho to ziyada best hai.
  • Key time of the day, 7am to 11am yehi time work karne ke liye hai.
  • 7:00 8:00 9:00 in me setup dekhein, 9:30 ke baad jo 1st fvg mile ICT ne Mentorship 2024 me bhi yehi kaha.
  • Target ke liye Fibonacci old high se low tak lagain, -1.0 ke kareeb NDOG ya NWOG pe partials book karein and Stop Loss ko -0.5 pe laga dein, Stop Loss agar Hit bhi ho jaye to koi baat nahi, lekin khud ko safe karna zaroori hai, Next target apka Draw on Liquidity jo ho.
  • 1:50 pm to 2:10pm ka Macro aksar liquidity ki taraf run krta hai.