ICT Mentorship 2024 Lecture #7 in Hindi & Urdu

ICT Mentorship 2024 lecture 7 in hindi and urdu
  • Non Farm Payroll News ke time wait krein, Silver Bullet se pehle Trade na karein.
  • PPI ya CPI news ke data aane ke baad jaldbazi na karein, Events ke baad kch waqt tak Trade na karein.
  • Aik hi Direction me jab market move kare poora din, to ICT us ko pasand nahi karta.
  • Institutional Orderflow pe tab kre entry leni chahiye, Jab kisi Inefficiency ke 50% ke upar bane, Aur Stop Loss Gap ke neeche lagana chahiye.
  • Inefficiency Support aur Resistance ki tarah kaam karenge.
  • Macro 10:50 to 11:10 am me aksar market ya to Short Term Buyside Liquidity le, ya Short Term Sellside Liquidity le, Ya phir Inefficiency.
  • Time Newyork ka set karna hai Charts pe.
  • Tue ke din 8:30 ko PPI News thi, & Wed ko CPI news hai, Tue ke din phir aapne wait krna 9:30am ka.
  • 9:30am ke baad Mark karein Relative Equal Highs & Lows, NDOG.
  • Market ne Gap ko fill nahi kiya tha, Tab ICT ne weekly BPR se sell krne ka irada kiya, Jab upar Stop hunt hue, uske baad Ict ne neeche Relatively Equals & SSL mark kiye, FVG ke C.E tak hi candle ne closing di, ICT is tarah ke price action pe trade nahi leta, & afsos nahi karta.
  • Entry ke liye FVG, Liquidity, Orderblock in sabki zaroorat nahi, aik hi method pe focus karein, jis pe aapko confidence ho.
  • High Impact News ke Agar numbers zyada bhi ayen, tab buy nahi karna, kiyun apke bias against hai, isliye aise na karein.