ICT Mentorship 2024 Lecture #5 in Hindi & Urdu
Ict mentorship 2024 lecture 5 hindi urdu
  • 1h NDOG, 17:00 pe closing & 18:00 pe opening gap is New Day Opening Gap.
  • Jab Market Short Term Buyside ki Liquidity le, Tab us new high ko Initial Buyside Liquidity Kehte hain, Aur jab Market Short Term Sellside ki Liquidity le, Tab use Initial Sellside Liquidity kehte hain, Aur yehi hote hain, Real Resistance & Support.
  • Asia Session 19:00 ko start hota hai aur 21:00 ko close hota hai.
  • London Session Opening Range Midnight 00:00 se 00:30 tak hota hai.
  • Agar NDOG 20 handles se zyada ho, to phir Fib lagain aur uska C.E mark karein.
  • ICT ne aik Setup bataya hai, lekin ye setup tabhi kaam karega, Jab NDOG ke baad initial BSL aur Initial SSL bane, Kiyun ke NDOG ke baad movement honi chahiye agar Consolidation hi hui tab ye Setup kaam nahi karega.
  • "Asia Trade Model" Setup ye hai, Jab market Initial BSL ya Initial SSL ko lene me fail ho jaye, Aur Market Displacement ke sath NDOG ko Break kre, tab Asia me Entry Leni hai, NDOG ke retest pe, Aur agar Order Block bhi mil jaye NDOG ke upar wo bhi Asia ke opening time to achhi baat hai, Stop Loss "New Day Opening Gap" ke neeche ka lagain, Is tarah ICT ne Initial BSL ko Target kiya aur OLD BSL ko is liye Bias ka pata ho, m1 ko use kiya tha ICT ne.
  • Volume Imbalance" ko VI bhi kaha jata hai, aur ye 2 candles ke Bodies me jo gap bante hain, us gap ko "Vi" Kehte hain.
  • Initial Buyside Liquidity ke upar jab candles close hue aur unke upar Volume Imbalance dikha, Tab ICT ne us se Entry Li aur Target Old Buyside Liquidity ko kiya.
  • "Standard Deviation" ICT ne Last Sell move ke high to low pe "SD" lagaya, Tab usne Target SD-1 se SD-1.5 tak target set kiya.
  • Opening Range 9:30 to 10:00
  • Apne ETH "Electronic Trading hour" ko select kiya hua hai to "RTH" Regular Trading Hour" Tradingview pe select karein, aur Opening Gap ke midpoint ko Trade krein, Regular Trading Hour pe apko gaps dikhenge.