ICT Mentorship 2024 Lecture 14 & 15 in Hindi & Urdu

 

ICT Mentorship 2024 lecture 14 & 15 in hindi & Urdu
  • 9:30 opening gap ko mark karein & uske baad Opening gap Range ko mark karne ke liye 10:00 tak ke high low ko mark karein, is tarah mark karein.
  • London killzone 2:00 am se 4:00 am tak hota hai.
  • London Opening Gap ko mark karne ke liye 00:00 to 00:30 tak high/low ko mark karein.
  • London Opening Gap me agar koi FVG with Displacement ya koi entry bane to phir wait krein London Killzone ka, aur tab London Opening Gap ke entry point ko use krein, is pe Fib bhi laga sakte hain, (1.0/0.75/0.5/0.25), Target Relative Equals.
  • "Three Drives" is pattern ke baad aksar ik deeper pullback ata hai.
  • FVG pe Fibonacci lagaya karein, (1.0/0.75/0.25/0).
  • Bullish FVG "BISI" ke 25% se rijection leke Bullish candle close ho to wahan se entry li ja sakti hai.
  • Bearish FVG "SIBI" ke 25% tak hi price aa paaye, aur bearish candle close ho, to strong selling move expect kar sakte hain.