- Trading Time 7:00 se 11:00 tak.
- Entry 7:30 ya 8:30 ya phir 9:30 ke baad lein, Entry ke liye Mss ya phir CISD or Orderblock ya Breaker Block ho, Displacement zaroori hai.
- Timeframe M15 M5 M1.
- NWOG "New week opening gap" Sunday ke closing price ko mark krein Monday ke opening price ko bhi mark karein, in dono me jo gap dikhe, wohi hai "New week opening gap", ise 5 din tak hi aap use kar sakte hain, Isme fib lagain (settings 1.0 / 0.75 / 0.5 / 0.25) agar market ise 75% tak bhi fil karke reversal le, tab bhi aik din ise 100% tak fil karne aygi.
- "Relative Equals" jab market aik high banay & uske baad dusre high ko banay to agar woh dono bahut kareeb hon aur LRLR bhi hon to wahan bahut ziyada liquidity hoti hay, inhein aap Buyside ya Sellside Liquidity keh sakte hain.
- London killzone 2 se 5 tak hota hai lekin ICT ne 5:30 ke baad wale low ko bhi London low kaha hai, Isliye 2 se 7 tak ke high low me bhi Liquidity hoti hai.
- " Bias " 7:00 se 7:30 tak ya 8:00 se 8:30 ya phir 9:00 se 9:30 tak Marking karelin. Bias ke liye m15 m5 & m1 me Relatively Equal highs & lows ko mark karlein, NWOG ko bhi mark karlein, & London ke High Low ko bhi Mark karlein, Yehi hai "BIAS".
- Agar Relative Equals dono taraf hon to phir wait karein, Market jab aik side ki liquidity clean kare, Tab dusre side ko Target karein.
- Is tarah target tak pahunchne me 5 se 6 candles hi lage the ICT ko.
ICT Mentorship 2024 Lecture #1 in Hindi/Urdu