IcMarkets create your Forex Broker Account Tutorial
Kuch Aham Batein! Hindi, Urdu
- IcMarkets aik platform hai, jisme aap apna forex broker account bana sakte hain.
- Isme aap buy sell ni kar sakte, uske liye aapko ye account MetaTrader4 ya kuch is tarah ke softwares ka istemal karna parega.
- IcMarkets me aap donate aur withdraw kar sakte hain, Bank Transfer, Skrill, etc...
How to Signup for Broker Account.
- Select your country name.
- First Name ( id card wala).
- Last Name (id card wala).
- Email (Gmail id likhein).
- Phone (apna number likein)
- >>>Next>>>
- ✓Individual (ye select karein).
- ✓Islamic ( is se swap charge ni lagega and maheeno tak aap hold kar sakte ho trade ko.
- Birthday (same id wala).
- Address ( same id wala ).
- City (same id wala).
- Postal ( Google se search krlein Apne address ka).
- I was referred by an Introducing Broker (isko khaali chhor dein).
- >>>Next>>>>
- Platform (MetaTrader4)
- Standard or Raw spread (standard bare time frame ke liye best hai 1h, 4h, aur Raw spread chhote Time frame ke liye 5m ya 15m, Raw spread me 1 lot Buy/Sell pe 3.5$ tax lagega, Jo bahut Kam hai.
- Currency $ (USD)
- Question ( fav color white likh dein)
- ✓ Terms and conditions (in pe Mark kardein).
- >>>Submit >>>>
- Questions and answers ( ye zaroori nahi hain, jaise taise likh dein)
- Identity Verification ke liye front side Id card upload karein aur phir back side.
- Username aur password apko Email pe milenege, login karke password change kardein
- 2-3 din me verification ho jaygi, uske baad deposit karein.