Position Size calculation is important?
yes, Position Size calculation se risk aur reward ka pata chalta hai, ke Kitna loss hoga aur Kitna profit, aur Kitne percentage main loss kar sakta Hun ya Kitna profit earn kar sakta Hun.
Forex Position Size calculation
Sab se pehle entry price ko stop loss price tak minus karein, ab Jo rate aa Raha hai wo paper pe likh lein,
Uske apko Kitne amount ka risk Lena hai? Risk jitne amount ka Lena hai, us amount ko ÷ devoid karein pehle wale rate se Jo paper pe likha hai, ab apko lots show ho jaynge.
Crypto Position Size calculation
Sab se pehle entry price ko stop loss price tak minus karein, ab Jo rate aa Raha hai wo paper pe likh lein,
Uske apko Kitne amount ka risk Lena hai? Risk jitne amount ka Lena hai, us amount ko ÷ devoid karein pehle wale rate se Jo paper pe likha hai, ab apko quantity show ho jaygi.
How to find Target Price?
Entry price ko stop loss price se minus karein phir multiply 3 se karein, ab Jo price show ho rahi hai, usko entry price se plus karein, target show ho jaygi.