Shooting Star Bearish Candlestick Pattern Kaise kaam Karta Hai

 

Kuch Aham Batein

  • Is mein lower shadow na ho, ya phir bahut chhoti hoti hai,
  • Upper shadow body k muqable mein triple honi chahiye,
  • Is mein color ki koi ahmiyat nahi hai,
  • Volume is candle mein, pehli candle se ziyada honi c
  • Kam se kam 7 ya 8 candle ka high point banaye

Sell Kaise karein (Short)

Is candle se jo pehle candle bani this, us ke neeche se aik "Horizontal Line" kheech dein,
Phir jab koi b candle us line k neeche closing de de, us k baad (Short) Karein, Matlab Sell Karein,

Stop Loss Kahan Lagain.?

Stop Loss shooting star k uper ka Laga dein,

Buy Kahan Karein.?

Shooting Star k uper se aik Trendline Kheech dein, us ke baad, jo candle, us line ko Cross karde, phir aap khareed karlein.