Kucch Aham Malumat
- Agar ye candle green color mein baney to acchi baat hai, magar zaroori nahi hai,
- Volume pichhli candle se ziyada honi chahiye,
- Iss candle main body k muqabley upper aur lower shadow teen (3) guna ziyada honi chahiye.
- Kam se kam 7 ya 8 candles ka lowest point pe baney.
Buy Kahan Karein.?
Iss candle k Baad jo candle baney, woh gap me open ho, ya phir, High Wave k uper colosing de de, Uss k baad Buy karein.
Stop Loss Kahan Lagain.?
High Wave k neeche ka Stop Loss Laga Dein.
Sell Kaise karein.?
Iss candle k neeche se aik Trendline kheech dein, jab koi candle us line ko Cross karde, Uske baad SELL kar dein.