Evening Star Candlestick Pattern
- Pehli candle Long Bullish candlestick hona chahiye,
- Dusri Candlestick small Candlestick hona chahiye,
- Dusri Candle me color ki ki Ahmiyat nahi hai,
- Dusri Candle, pehli Candle k close price k uper khulni chahiye,
- Teesri Candle, dusri Candle k high ko nahi torna chahiye,
- Teesri Candle, pehli candle k close price k uper close honi chahiye,
- Teesri Candle ka low pehli Candle k low k uper honi chahiye,
- Volume pahli candle me kam honi chahiye, Dusri Candle me ziyada, Aur Teesri Candle me sabse ziyada honi chahiye,
- 7-8 candlesticks ka kam se kam high banay,
Sell Kahan Karni Hai.?
Pattern k ban'ne k baad, jab koi Candle pehli Candle ko break karde, Uske baad Sell order lagani hai.
Stop Loss Kahan Lagana Hai.?
Stop Loss dusri Candle k high k uper ka lagana hai.
Buy Kahan Karni Hai.?
Dusri Candle k High se aik Trendline kheech, Uske baad jab Tak, koi b Candle Trendline ko breakout karde, Uske baad buy karein.