Kuchh Zaroori Batein.!
- Iss pattern me jo pehli candle bane, woh choti candle, ya phir, doji ban sakti hai,
- Dusri candle, barri candle honi chahiye,
- Pehli candle, Dusri candle k open price se close price k andar honi chahiye,
- Volume pehli candle me, Dusri candle se kam honi chahiye.
Short (Sell) Kaise Karein.?
Jab price iss pattern k neeche chala jaye tab Sell Karein.
Stop Loss Kahan Lagain.?
Stop Loss iss pattern k uper ka Laga dein.
(Tp) Buy Kahan Karein.?
Bullish Engulfing k uper se aik Trendline kheech dein, jab koi candle us line ko Cross karde, uske baad Buy Karein.