Kuchh Zaroori Batein.!
- Iss pattern me jo pehli candle bane, woh choti candle, ya phir, doji ban sakti hai,
- Dusri candle, barri candle honi chahiye,
- Pehli candle, Dusri candle k open price se close price k andar honi chahiye,
- Volume pehli candle me, Dusri candle se kam honi chahiye.
Buy Kahan Karein.?
Jab price Bullish Engulfing k uper chala jaye, tab aap buy karlein.
Stop Loss Kahan Lagain.?
Bullish Engulfing k neeche ka Stop Loss laga dein.
Sell Kahan Karein.?
Bullish Engulfing k neeche se aik Trendline kheech dein, jab koi candle us line ko Cross karde, uske baad sell Karein.