Kuchh Zaroori Batein.!
- Pehli candle Long Bullish Candlestick honi chahiye,
- Dusri Candle pehli candle k body k andar space k sath honi chahiye,
- Volume ki Aham hai, Lekin Zaroori nahi.
- Minimum 7-8 Candlesticks ka high banaye.
Short, Sell Kaise karein.?
Jab price pehli candle k low k neeche chali jaye tab short sell karein.
Stop Loss Kahan Lagain.?
Stop loss Bearish Harami k uper ka laga dein.
Buy Kahan Karein (Tp).?
Bearish Harami Candlestick Pattern K uper se aik Trendline kheech dein jab koi candle us line ko Cross karde Uske baad Short Karein.